Karwa SachJab mushkil waqt aata hai to humapno ki talaash karte hainlekin yaad rahejin ko talaash hi karna padawoh khaak apne hue کڑوا سچ جب مشکل وقت آتا ہے تو ہم اپنوں کی تلاش کرتے ہیں لیکن یاد رہے جن کو تلاش ہی کرنا پڑا وہ خاک اپنے ہوئے Urdu saying about hardship and relations, Find best Urdu saying here.
Read More »Kaise kar loon aitbaar insaan ki zaat par – Urdu Saying
Karwa Sach Kaise kar loon aitbaar insaan ki zaat par,Mayyat par rone wale bhi biryani garam maangte hain. کڑوا سچ کیسے کر لوں اعتبار انسان کی ذات پر میت پر رونے والے بھی بریانی گرم مانگتے ہیں Insani rawaiyyon ka sachai se bharpoor aik manzar jahan jazbaat sirf dikhawa reh gaye hain. Yeh sher zamane ki khudgarzi aur be-hiss society …
Read More »Jab dimaag pareshan hota hai to | Urdu Kahawat
Jab dimaag pareshan hota hai to chehra bhi apni chamak kho deta hai. Yeh ek gehri Urdu kahawat hai jo zindagi ke asli jazbaat ko bayan karti hai. جب دماغ پریشان توآپ کا چہرہ کبھی خوبصورت نظر نہیں آ سکتا Jab dimaag pareshan hota hai to chehra bhi apni chamak kho deta hai. Yeh ek gehri Urdu kahawat hai jo …
Read More »Maa Baap Ke Lye Paisey Kharch Krna – Urdu Saying About Parents
Maan baap ke liye paisa kharch karna koi barbaadi nahi, isay khush naseebi kehte hain, jo har aulaad ke naseeb mein nahi hoti. ماں باپ کے لئے پیسہ خرچ کرنا کوئی بربادی نہیں اسے خوش نصیبی کہتے ہیں جو ہر اُولاد کے نصیب میں نہیں Is duniya mein sab se bada sauda ye hai ke aap apne maa baap par …
Read More »Lafz Khatam Nahi Hote – Urdu Saying
“Lafz khatam nahi hotay lekin bolnay ki khwahish khatam ho jati hai.” لفظ ختم نہیں ہوتے لیکن بولنے کی خواہش ختم ہو جاتی ہے best urdu saying about Kabhi kabhi insaan ke paas kehne ko sab kuch hota hai, magar bolne ka dil nahi karta. Yeh jumla unhi jazbaati lamhon ka aik haseen izhar hai.
Read More »Kuch is tarah se guzari hai zindagi jaise – Ahmad Faraz Poetry
Kuch is tarah se guzari hai zindagi jaiseTamaam umr kisi doosre ke ghar mein raha کچھ اس طرح سے گزاری ہے زندگی جیسے تمام عمر کسی دوسرے کے گھر میں رہا Poet: Ahmad Faraz
Read More »Ab tak dil-e-khush feham ko – Ahmad Faraz Poetry
Ab tak dil-e-khush feham ko tujh se hain umeedeinYeh aakhri shamayen bhi bujhanay ke liye aa اب تک دل خوش فہم کو تجھ سے ہیں امیدیں یہ آخری شمعیں بھی بجھانے کے لیے آ Poet: Ahmad Faraz
Read More »Chala tha zikr zamane ki bewafai ka – Ahmad Faraz Poetry
Chala tha zikr zamane ki bewafai kaSo aa gaya hai tumhara khayal waise hi چلا تھا ذکر زمانے کی بے وفائی کا سو آ گیا ہے تمہارا خیال ویسے ہی Poet: Ahmad Faraz
Read More »Yun hi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai – Ahmad Faraz Poetry
Yun hi mausam ki ada dekh ke yaad aaya haiKis qadar jald badal jaate hain insaan jana یوں ہی موسم کی ادا دیکھ کے یاد آیا ہے کس قدر جلد بدل جاتے ہیں انساں جاناں Poet: Ahmad Faraz
Read More »Dil bhi paagal hai ke us shakhs se wabasta hai – Ahmad Faraz
Dil bhi paagal hai ke us shakhs se wabasta haiJo kisi aur ka honay de na apna rakhe دل بھی پاگل ہے کہ اس شخص سے وابستہ ہے جو کسی اور کا ہونے دے نہ اپنا رکھے Poet: Ahmad Faraz
Read More »