Karwa Sach
Kaise kar loon aitbaar insaan ki zaat par,
Mayyat par rone wale bhi biryani garam maangte hain.
کڑوا سچ
کیسے کر لوں اعتبار انسان کی ذات پر
میت پر رونے والے بھی بریانی گرم مانگتے ہیں
Insani rawaiyyon ka sachai se bharpoor aik manzar jahan jazbaat sirf dikhawa reh gaye hain. Yeh sher zamane ki khudgarzi aur be-hiss society par aik karwa lekin sachai bhara tanz hai.