Urdu Poetry

Explore the enchanting world of Urdu poetry (Urdu Shayari/اُردو شاعری), where emotions flow through eloquent verses and timeless words. Discover the beauty of ghazals, nazms, and shayari by legendary poets like Mirza Ghalib, Allama Iqbal, and Faiz Ahmed Faiz. Dive into the rich cultural heritage of Urdu literature, perfect for poetry lovers and those seeking profound expressions of love, life, and spirituality. Join us to celebrate the art of Urdu poetry and its enduring impact on hearts and minds.

Ab Tu Es Raah Se Wo Shakhs – Parveen Shakir Urdu Poetry

Ab Tu Es Raah Se Wo Shakhs - Parveen Shakir Urdu Poetry

Ab Tu Es Raah Se Wo Shakhs Guzarta Bhi Nahin Ab Kis Umeed Pe Dawaze Se Jhanke Koi اب تو اس راہ سے وہ شخص گزرتا بھی نہیں اب کس امید پہ دروازے سے جھانکے کوئی Poet: Parveen Shakir Parveen shakir urdu shayari about Rah and Darwaza

Read More »

Dushmanon Ke Sath Mere – 2 Lines Poetry by Parveen Shakir

Dushmanon Ke Sath Mere - 2 Lines Poetry by Parveen Shakir

Dushmanon Ke Sath Mere Dost Bhi Azad Hain Dekhna Hai Khichta Hai Mujhe Pe Pehla Teer Kaun دشمنوں کے ساتھ میرے دوست بھی آزاد ہیں دیکھنا ہے کھینچتا ہے مجھ پہ پہلا تیر کون Poet: Parveen Shakir urdu shayari whatsapp status by parveen shakir

Read More »

Chalne Ka Hausla Nahin – Parveen Shakir Shayari in Urdu

Chalne Ka Hausla Nahin - Parveen Shakir Shayari in Urdu

Chalne Ka Hausla Nahin Rukna Muhal Kar Diya Ishq Ke Es Safar Ne tu Mujh Ko Nidhal Kar Diya چلنے کا حوصلہ نہیں رکنا محال کر دیا عشق کے اس سفر نے تو مجھ کو نڈھال کر دیا Poet: Parveen Shakir   urdu shayari about Ishq and Safar by Parveen Shakir

Read More »

Ham Tu Samjhe The Ke Ek – Parveen Shakir Two Lines Shayari

Ham Tu Samjhe The Ke Ek - Parveen Shakir Two Lines Shayari

Ham Tu Samjhe The Ke Ek Zakhm Hai Bhar Jai Ga Kya Khabar Thi Ke Rag e Jan Mein Utar Jai Ga ہم تو سمجھے تھے کہ اک زخم ہے بھر جائے گا کیا خبر تھی کہ رگ جاں میں اتر جائے گا Poet: Parveen Shakir urdu shayari about zakhm and jaan by parveen shakir

Read More »

Wo Mujh Ko Chhod Ke – Parveen Shakir Shayari in 2 Lines

Wo Mujh Ko Chhod Ke - Parveen Shakir Shayari in 2 Lines

Wo Mujh Ko Chhod Ke Jis Aadmi Ke Paas Gaya Brabari Ka Bhi Hota Tu Sabar Aa Jaata وہ مجھ کو چھوڑ کے جس آدمی کے پاس گیا برابری کا بھی ہوتا تو صبر آ جاتا Poet: Parveen Shakir Parveen shakir urdu poetry about Sabar and Judai

Read More »

Wo Na Aye Ga Hamein Malum – Parveen Shakir 2 Lines Urdu Poetry

Wo Na Aye Ga Hamein Malum - Parveen Shakir 2 Lines Urdu Poetry

Wo Na Aye Ga Hamein Malum Tha Es Shaam Bhi Intezar Os Ka Magar Kuch Soch Kar Karte Rahe وہ نہ آئے گا ہمیں معلوم تھا اس شام بھی انتظار اس کا مگر کچھ سوچ کر کرتے رہے Poet: Parveen Shakir Parveen Shakir 2 lines urdu poetry in jpg format, Urdu shayari about Intezar and Shaam for whatsapp status.

Read More »

Kuch Tu Hawa Bhi Sard – Two Lines Urdu Poetry by Parveen Shakir

Kuch Tu Hawa Bhi Sard - Two Lines Urdu Poetry by Parveen Shakir

Kuch Tu Hawa Bhi Sard Thi Kuch Tha Tera Khayal Bhi Dil Ko Khushi Ke Saath Sath Hota Raha Malal Bhi کچھ تو ہوا بھی سرد تھی کچھ تھا ترا خیال بھی دل کو خوشی کے ساتھ ساتھ ہوتا رہا ملال بھی Poet: Parveen Shakir Kuch Tu Hawa Bhi Sard Thi, a beautiful urdu poetry lines about weather, winter and …

Read More »

Kuch Tu Tere Mausam – Urdu Shayari in 2 Line by Parveen Shakir

Kuch Tu Tere Mausam - Urdu Shayari in 2 Line by Parveen Shakir

Kuch Tu Tere Mausam He Mujhe Raas Kam Aae Aur Kuch Meri Mitti Mein Baghawat Bhi Bahut Thi کچھ تو ترے موسم ہی مجھے راس کم آئے اور کچھ مری مٹی میں بغاوت بھی بہت تھی Poet: Parveen Shakir Parveen shakir urdu poetry in 2 lines about Mausam, Mitti and Baghawat

Read More »

Sab Kahan Kuch Lala o Gul Mein – Urdu Ghazal by Mirza Ghalib

Sab Kahan Kuch Lala o Gul Mein - Urdu Ghazal by Mirza Ghalib

سب کہاں کچھ لالہ و گل میں نمایاں ہو گئیں خاک میں کیا صورتیں ہوں گی کہ پنہاں ہو گئیں یاد تھیں ہم کو بھی رنگا رنگ بزم آرائیاں لیکن اب نقش و نگار طاق نسیاں ہو گئیں تھیں بنات النعش گردوں دن کو پردے میں نہاں شب کو ان کے جی میں کیا آئی کہ عریاں ہو گئیں قید …

Read More »