Kuch is tarah se guzari hai zindagi jaiseTamaam umr kisi doosre ke ghar mein raha کچھ اس طرح سے گزاری ہے زندگی جیسے تمام عمر کسی دوسرے کے گھر میں رہا Poet: Ahmad Faraz
Read More »Tag Archives: 2 lines
Ab tak dil-e-khush feham ko – Ahmad Faraz Poetry
Ab tak dil-e-khush feham ko tujh se hain umeedeinYeh aakhri shamayen bhi bujhanay ke liye aa اب تک دل خوش فہم کو تجھ سے ہیں امیدیں یہ آخری شمعیں بھی بجھانے کے لیے آ Poet: Ahmad Faraz
Read More »Chala tha zikr zamane ki bewafai ka – Ahmad Faraz Poetry
Chala tha zikr zamane ki bewafai kaSo aa gaya hai tumhara khayal waise hi چلا تھا ذکر زمانے کی بے وفائی کا سو آ گیا ہے تمہارا خیال ویسے ہی Poet: Ahmad Faraz
Read More »Yun hi mausam ki ada dekh ke yaad aaya hai – Ahmad Faraz Poetry
Yun hi mausam ki ada dekh ke yaad aaya haiKis qadar jald badal jaate hain insaan jana یوں ہی موسم کی ادا دیکھ کے یاد آیا ہے کس قدر جلد بدل جاتے ہیں انساں جاناں Poet: Ahmad Faraz
Read More »Dil bhi paagal hai ke us shakhs se wabasta hai – Ahmad Faraz
Dil bhi paagal hai ke us shakhs se wabasta haiJo kisi aur ka honay de na apna rakhe دل بھی پاگل ہے کہ اس شخص سے وابستہ ہے جو کسی اور کا ہونے دے نہ اپنا رکھے Poet: Ahmad Faraz
Read More »Tu mohabbat se koi chaal to chal – Ahmad Faraz
Tu mohabbat se koi chaal to chal Haar jaane ka hausla hai mujhe تو محبت سے کوئی چال تو چل ہار جانے کا حوصلہ ہے مجھے Poet: Ahmad Faraz
Read More »Bandagi ham ne chhod di hai Faraz – Ahmad Faraz
Bandagi ham ne chhod di hai Faraz Kya karen log jab Khuda ho jaen بندگی ہم نے چھوڑ دی ہے فرازؔ کیا کریں لوگ جب خدا ہو جائیں Poet: Ahmad Faraz
Read More »Es se pahle ki bewafa ho jaen – Ahmad Faraz Poetry
Es se pahle ki bewafa ho jaen Kyun na ai dost ham juda ho jaen اس سے پہلے کہ بے وفا ہو جائیں کیوں نہ اے دوست ہم جدا ہو جائیں Poet: Ahmad Faraz
Read More »Kitna Asan Tha Tere Hijr Mein Marna Janan – Ahmad Faraz
Kitna Asan Tha Tere Hijr Mein Marna Janan Phir Bhi Ek Umar Lagi Jaan Se Jaate Jaate کتنا آساں تھا ترے ہجر میں مرنا جاناں پھر بھی اک عمر لگی جان سے جاتے جاتے Poet: Ahmad Faraz Ahmad Faraz urdu poetry about umar and hijr. find urdu shayari status for whatsapp.
Read More »Us Ko Juda Hue Bhi Zamana Buhat Huwa – Ahmad Faraz Shayari
Us Ko Juda Hue Bhi Zamana Buhat Huwa Ab Kya Kahen Ye Qissa Purana Buhat Huwa اس کو جدا ہوئے بھی زمانہ بہت ہوا اب کیا کہیں یہ قصہ پرانا بہت ہوا Poet: Ahmad Faraz Ahmad Faraz Shayari words about dosti, best urdu status in jpg format.
Read More »