Dushmanon Ke Sath Mere Dost Bhi Azad Hain Dekhna Hai Khichta Hai Mujhe Pe Pehla Teer Kaun دشمنوں کے ساتھ میرے دوست بھی آزاد ہیں دیکھنا ہے کھینچتا ہے مجھ پہ پہلا تیر کون Poet: Parveen Shakir urdu shayari whatsapp status by parveen shakir
Read More »Tag Archives: 2 lines
Chalne Ka Hausla Nahin – Parveen Shakir Shayari in Urdu
Chalne Ka Hausla Nahin Rukna Muhal Kar Diya Ishq Ke Es Safar Ne tu Mujh Ko Nidhal Kar Diya چلنے کا حوصلہ نہیں رکنا محال کر دیا عشق کے اس سفر نے تو مجھ کو نڈھال کر دیا Poet: Parveen Shakir urdu shayari about Ishq and Safar by Parveen Shakir
Read More »Ham Tu Samjhe The Ke Ek – Parveen Shakir Two Lines Shayari
Ham Tu Samjhe The Ke Ek Zakhm Hai Bhar Jai Ga Kya Khabar Thi Ke Rag e Jan Mein Utar Jai Ga ہم تو سمجھے تھے کہ اک زخم ہے بھر جائے گا کیا خبر تھی کہ رگ جاں میں اتر جائے گا Poet: Parveen Shakir urdu shayari about zakhm and jaan by parveen shakir
Read More »Wo Mujh Ko Chhod Ke – Parveen Shakir Shayari in 2 Lines
Wo Mujh Ko Chhod Ke Jis Aadmi Ke Paas Gaya Brabari Ka Bhi Hota Tu Sabar Aa Jaata وہ مجھ کو چھوڑ کے جس آدمی کے پاس گیا برابری کا بھی ہوتا تو صبر آ جاتا Poet: Parveen Shakir Parveen shakir urdu poetry about Sabar and Judai
Read More »Wo Na Aye Ga Hamein Malum – Parveen Shakir 2 Lines Urdu Poetry
Wo Na Aye Ga Hamein Malum Tha Es Shaam Bhi Intezar Os Ka Magar Kuch Soch Kar Karte Rahe وہ نہ آئے گا ہمیں معلوم تھا اس شام بھی انتظار اس کا مگر کچھ سوچ کر کرتے رہے Poet: Parveen Shakir Parveen Shakir 2 lines urdu poetry in jpg format, Urdu shayari about Intezar and Shaam for whatsapp status.
Read More »Kuch Tu Hawa Bhi Sard – Two Lines Urdu Poetry by Parveen Shakir
Kuch Tu Hawa Bhi Sard Thi Kuch Tha Tera Khayal Bhi Dil Ko Khushi Ke Saath Sath Hota Raha Malal Bhi کچھ تو ہوا بھی سرد تھی کچھ تھا ترا خیال بھی دل کو خوشی کے ساتھ ساتھ ہوتا رہا ملال بھی Poet: Parveen Shakir Kuch Tu Hawa Bhi Sard Thi, a beautiful urdu poetry lines about weather, winter and …
Read More »Kuch Tu Tere Mausam – Urdu Shayari in 2 Line by Parveen Shakir
Kuch Tu Tere Mausam He Mujhe Raas Kam Aae Aur Kuch Meri Mitti Mein Baghawat Bhi Bahut Thi کچھ تو ترے موسم ہی مجھے راس کم آئے اور کچھ مری مٹی میں بغاوت بھی بہت تھی Poet: Parveen Shakir Parveen shakir urdu poetry in 2 lines about Mausam, Mitti and Baghawat
Read More »Meri Talab Tha Ek Shakhs | Two Lines Urdu Poetry by Parveen Shakir
Meri Talab Tha Ek Shakhs Wo Jo Nahin Mila TU Phir Haath Dua Se Yuun Gira Bhul Gaya Sawal Bhi میری طلب تھا ایک شخص وہ جو نہیں ملا تو پھر ہاتھ دعا سے یوں گرا بھول گیا سوال بھی Poet: Parveen Shakir
Read More »Kaise Keh Dun Ke Mujhe Chhod Diya Hai Us Ne | Parveen Shakir
Kaise Keh Dun Ke Mujhe Chhod Diya Hai Us Ne Baat Tu Sach hai Magar Baat Hai Ruswai Ki کیسے کہہ دوں کہ مجھے چھوڑ دیا ہے اس نے بات تو سچ ہے مگر بات ہے رسوائی کی Poet: Parveen Shakir
Read More »Wo Kahin Bhi Gaya Lauta Tu Mere Paas Aaya – Parveen Shakir
Wo Kahin Bhi Gaya Lauta Tu Mere Paas Aaya Bas Yehi Baat Hai Achi Mere Harjai Ki وہ کہیں بھی گیا لوٹا تو مرے پاس آیا بس یہی بات ہے اچھی مرے ہرجائی کی Poet: Parveen Shakir
Read More »